Jhumka gira re haay Jhumka gira re Bareli ke bazar mein Jhumka gira re Bareli ke bazar mein Jhumka gira jhumka Gira jhumka gira Haay haay haay Jhumka gira re Bareli ke Bazar mein Jhumka gira re Saiyaan aaye nain jhukaaye Ghar mein chori chori Saiyaan aaye nain jhukaaye Ghar mein chori chori Bole jhumka main pehna doon Aaja baanki chhori Main boli na na na Baba na kar jora jori Laakh chhudaaya saiyaan Ne kalaiyan naahi chhodi Haay kalaiyan naahi chhodi Phir kya hua Phir phir jhumka gira re Hum dono ki takraar mein Jhumka gira re Bareli ke bazar mein Jhumka gira re Ghar ki chhat pe main Khadi gali mein dilbar jaani Ghar ki chhat pe main Khadi gali mein dilbar jaani Hanske bole neeche aa Ab neeche aa deewani Ya anguthi phenk apni ya Chala de nishaani Ghar ki chhat pe khade khade Main hui sharam se paani Main hui sharam se paani Phir kya hua Daiyya Phir jhumka gira re Hum dono ke is pyaar mein Jhumka gira re Bareli ke bazar mein Jhumka gira re Bagiyaa mein balma ne Meri lath uljhi sulajhaai Bagiyaa mein baalma ne Meri latt uljhi sulajhaai Thaam ke aanchal bole Gori tu mere mann bhai Aankh jhukake kuchh na boli Kuchh na boli haay haay Aankh jhukake kuchh Na boli dheere se musakaai Saiyaan ne jab chheda Mujhko ho gayi hata payi Hoy ho gai hata payi To phir kya hua Phir jhumka gira re main Kya boloon bekaar mein Jhumka gira re Bareli ke bazar mein jhumka